TAB by Song : 270359
Tab List Area
1 Pages 1 Results
Jaane Kaise Ost Raqeeb by KK (Krishnakumar Kunnath) Jaane Kaise Ost Raqeeb Standard tuning EADGBe h = hammer on, p = pull off, s = slide Intro: Dm Gm F C e|----------------------5-6-5h6p5-------------------10--8s10--8-8--------| B|----------5-5h6-----6---------------------------------------------8----| G|------6-7----------7------------7-5s7-7-------7-7----------------------| D|-5--7-------------7----------------------------------------------------| A|-----------------------------------------------------------------------| E|-----------------------------------------------------------------------| Dm e|-----------------------------------------------------------------------| B|----11p10p8--------8-8s10--10------------------------------------------| G|------------9--10------------------------------------------------------| D|-----------------------------------------------------------------------| A|-----------------------------------------------------------------------| E|-----------------------------------------------------------------------| Chorus: ------- Dm C C Dm jaane kaise shab dhali, jaane kaise dil khila Dm C C Dm jaane kaise kab kahaan, chal pada yeh silsila F C C F meri aankhon ko yeh kaisa manjar mila F C C Dm tere har naksh mein bas khuda hi khuda Dm C Dm C tera chehra sanam ik rubaayi si hai | Bb C Dm | x2 mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai | Dm x4 (interlude) Verse: ------ Dm Dm betaabiyo ki shaamo sehar se C Bb Am na tha main waakib dard-e-jigar se Dm Dm gujra nahi tha main toh kabhi bhi C Bb Am pyaar ki dilkash raahegujar se F Gm C Dm deewaanagi ki yeh intehaan hai F Gm C Dm har chehre mein chehra tera hai Dm C Dm C saari duniya teri parchaayi si hai Bb C Dm mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai Dm C Dm C tera chehra sanam ik rubaayi si hai Bb C Dm mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai Chorus: ------- Dm C C Dm jaane kaise shab dhali, jaane kaise dil khila Dm C C Dm jaane kaise kab kahaan, chal pada yeh silsila [Rest of the chords are as above] teri kashish ka jaadu ajab hai har waqt mujhko teri talab hai yuun hi nahi main besudh huva hoon iss pyaas ka toh koi sabab hai tere siva na abb koi armaan abb jindagi hai tujhse meri bin tere har jagah tanhaayi si hai mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai tera chehra sanam ik rubaayi si hai mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai jaane kaise shab dhali, jaane kaise dil khila jaane kaise kab kahaan, chal pada yeh silsila meri aankhon ko yeh kaisa manjar mila tere har naksh mein bas khuda hi khuda (tera chehra sanam ik rubaayi si hai mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai) x 2 --------------