TAB by Song : 206511
Tab List Area
1 Pages 1 Results
Yeh Chaand Sa Roshan Chehra by Mohammed Rafi Yeh Chaand Sa Roshan Chehra CHORUS: (x2) F Yeh chaand saa roshan chehra, C Zulfon kaa rang sunahara, F Yeh jheel si nelee aankhein, C Koi raaz hain in mein gahara, F Bb C F Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya VERSE 1: F Dm F Ek cheez kayaamat bhi hai, Bb C Logon se suna karate thein, F Dm F Tumhe dekh ke maine manaa, Bb C Wo thik kaha karate thein, Bb F Wo thik kaha karate thein! HOOK: F Hai chaal mein teri zaalim, C Kuchh aisi bala ka jaadoo, F Sau baar sambhala dil ko, C Par ho ke raha bekaaboo, F Bb C F Taareef karon kya uski, jis ne tumhe banaaya CHORUS: F Yeh chaand saa roshan chehra, C Zulfon kaa rang sunahara, F Yeh jheel si nelee aankhein, C Koi raaz hain in mein gahara, F Bb C F Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya VERSE 2: F Dm F Har subha kiran ki laali, Bb C Hain rang tere gaalon kaa, F Dm F Har shaam ki chaadar kaali, Bb C Saaya hain tere baalon ka F Dm F Har subha kiran ki laali, Bb C Hain rang tere gaalon kaa, F Dm F Har shaam ki chaadar kaali, Bb C Saaya hain tere baalon ka, Bb F Saaya hain tere baalon ka HOOK: F Tu balakhati ek nadiyan, C Har mauj tere angdaayi, F Jo in maujon mein doobaa, C Us ne hi duniya payee, F Bb C F Taareef karon kya uski, jis ne tumhe banaaya CHORUS: F Yeh chaand saa roshan chehra, C Zulfon kaa rang sunahara, F Yeh jheel si nelee aankhein, C Koi raaz hain in mein gahara, F Bb C F Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya VERSE 3: F Dm F Main khoj me hoon manzil ki, Bb C Aur manzil paas hai mere, F Dm F Mukhdese hatha do aanchal, Bb C Ho jaaye door andhere, Bb F Ho jaaye door andhere HOOK: F Maana ke yeh jalwe tere, C Kardenge mujhe deewana, F Jee bharke zara yeh dekhoon, C Andaaz tera mastana, F Bb C F Taareef karon kya uski, jis ne tumhe banaaya CHORUS: F Yeh chaand saa roshan chehra, C Zulfon kaa rang sunahara, F Yeh jheel si nelee aankhein, C Koi raaz hain in mein gahara, F Bb C F Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya F Bb C F Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya! (X5) -----------