TAB by Song : 206497
Tab List Area
1 Pages 1 Results
Mere Mehboob Tujhe Meri Muhabbat Ki Kasam by Mohammed Rafi Mere Mehboob Tujhe Meri Muhabbat Ki Kasam Tuning: E A D G B E [Chorus] D G Mere mehboob tujhe meri mohabbt ki kasam D G Mere mehboob tujhe meri mohabbt ki kasam D G D Phir mujhe nargisi ankhon ka sahara dede D G D Mera khoya hua rangeen nazara dede ay D Mere mehboob tujhe [Verse 1] D Am D Ae mere khwab ki taabir meri jaan-e-ghazal D G D Zindagi meri tujhe yaad kiye jaati hai Am A G Raat din mujhko satata hai tasavur tera D G A G A D Dil ki dhadkan tujhe awaaz diye jaati hai G D G D Aa mujhe apni sadaon ka sahara dede D G D Mera khoya hua rangeen nazzara dede ay D Mere mehboob tujhe [Verse 2] D Am D Bhool sakti nahin ankhen woh suhana manzar D G D Jab tera husn mere ishq se takraya tha Am A G Aur phir raha mein bikhre the hazaron naghme D G A G A D Mein woh naghme teri awaaz ko de aaya tha G D G D Shazedil ko unhi geeton ka sahara dede D G D Mera khoya hua rangeen nazara dede ay D G Mere mehboob tujhe meri mohabbt ki kasam [Verse 3] G D Yaad hai mujhko meri umr ki pehli woh ghadi G D Teri ankhon se koi jaam piya tha maine G D Meri rug rug mein koi barqse lehrai thi G D Jab tere marmari haathon ko chua tha maine G D G D Aa mujhe phir unhi haathon ka sahara dede D G D Mera khoya hua rangeen nazara dede ay D Mere mehboob tujhe [Verse 4] D Am D Maine ik baar teri ek jhalak dekhi hai G D Meri hasrat hai ke mein phir tera deedar karoon Am A D G D Tere saaye ko samajh kar mein haseen Taj Mahal G D G A D Chandni raat me nazaron se tujhe pyar karoon G D G D Apni mehki hui zulfon ka sahara dede D G D Mera khoya hua rangeen nazara dede ay D Mere mehboob tujhe [Verse 5] G D Dhoond tha hoon tujhe har raah mei har mehfil mein G D Thak gaye hein meri majboor tamanna ke kadam G D Aaj ka din meri umeed ka hai aakhri din G D Kal na jaane mei kahan aur kahan tu ho sanam D G D Do ghadi apni nigahon ka sahara dede D G D Mera khoya hua rangeen nazara dede ay D Mere mehboob tujhe [Verse 6] D Am D Saamne aa ke zara parda utha de rukh se G D Ik yahi mera ilaaj-e-ghum-e-tanhai hai E Am A D G D Teri furqat ne pareshaan kiya hai mujhko o G D Ab to milja ke meri jaan pe ban aayi hai D G D Dil ko bhooli hui yaadon ka sahara dede D G D Mera khoya hua rangeen nazara dede ay [Chorus] D G D Mere mehboob tujhe meri mohabbt ki kasam mm D Mere mehboob tujhe ----------